Tuesday 17 December 2013

Long Gazals Urdu

Long Gazals Urdu

jalay howe Warq
rakh hotay hain
in se roshni ki tamana kon kare
ye roshini he the jis ki sheedat ne
in ki tahoon ko jala dia
radi hotay joomlon ko
josh kon de
in ka naseeb tu yehi hai
kisi aur k kaam ana
Mohabt k barish sab k lye hai
khak b, radi aur rakh bhee
in pr koe asar nahi hai?


hum b kia sada looh han
itna sa bhee nhi samjhtay
jitna loog uratay han
mazaq hum utna nahi krtay
kia ajab he tarah dul chuki hai
kisi ko kaho tu
muaf nahi kartay
hum bhee aisay he majboor han
jaisay wo hassnay walay,
hum b mukartay nahi,
aur wo tu sochtay he nai,
mujhay muaf karo,
mein tum mein say nahi hon,
Kia kron majboori hai,
“Mein peeta nahi hon pelai gai hai”
lolz.. samjhay..
Hum b kia sada looh han…
bin p ai he ,
bahak gai han,
aur sab ka ishara hai,
k iss nay he pee hai,
Hum b kia…


Jab bhee milay tu yaad rakhna hai,
hawa ko bhee sath rakhna hai,
un barish ki boondo ka kiya qasoor,
hathayliyon mein tham rakhna hai,
arzoo jab bhee ho chalay ana,
ankhoon nay tera itazaar rakhna nai,
dil ki awaz dil ki nahi rahi hai ab,
sochoon ko yun azaad rakhna hai.
kyun paani khuaf bana  hai,us mein moeen
bekharo tu, os nay bhee tumhien taira rakhna hai.

Jahaan Mein Haali Kisi Pe Apnay Siwaa Bharosa Na Kijye Ga,Ye Bhaid Hai Apni Zindagi Ka Bas Is Kaa Charcha Na Kijye Ga.Ho Laakh Ghairon Ka Ghair Koi Na Jaanta Us Ko Ghair Hargiz,Jo Apna Saaya Bhi Ho Tou Us Ko Tasawwur Apna Na Kijye Ga.Isi Me He Khair Hazrat-E-Dil K Yaar Bhola Huwa He Ham Ko,Karay Wo Yaad,Is Ki Bhool Kar Bhi Kabhi Tamanna Na Kijye Ga.



No comments:

Post a Comment